Blog Par Traffic Bdhane Ke 7 Useful Trick hindi
Download File ---> https://urloso.com/2t8lO6
Har blogger sochta hai ki main aesa kya karu jisse mere blog par jyada se jyada traffic aaye. Website blog banane ke bad visitors kitne jaruri hai ye bat aap sab jante honge. Kyuki hamari site par jitne jyada users aayenge utni jyada hamari income hogi. Hume jyada paise kama sakenge. Aaj is post me hum yahi janenge ki blog par traffic kaise badhaye.
Hi bro mene apna ek blo banaya he or us pr post bhi likhi he but uss pr traffic nhi aa rha he kya aap mere blog ko check kr ke bata denge ki problem kaha ho rhi he mere blog ka link www.HindimeShikhe.tk he or ye bhi batana ki mujhe or kya kya karna he apne blog pr jisse blog pr jyada se jyada traffic aaye
Traffic har website owner, blogger ke liye important hoti hai. agar aap in me se ek hai to aapko pata hoga ki hum apne blog ki traffic badhane ke liye kya kuch nahi karte. social network, friends and other blog par comment kare hai. I mean humara 40% time blog ki traffic badhane ke bare me hi west hota hai. is post me hum blog ki traffic drive karne ke kuch important ways ke bare me janenge. jinki help se 100% blog ki traffic badhai ja sakti hai.
Jab maine blogging start ki to mujhe ek best blogger se pata chala ki post likhne ka tarika acha hoga to public aapko apne aap search karegi. mai is bat se 100% agree hu. actully blog ki traffic humare talent par sabse jada depend karta hai. humari post likhne ki style jitni best hogi log hume utna jada like karenge.
In sab se alag important point ki blog traffic increase karna only blogger ke talend par depend nahi hai. balki hume kuch ayse tarike bhi follow karne chahiye. jisse humare bare me un logo ko bhi pata chale jo search karna kam pasand karte hai. blogger ke talend ke bad dusra sabse bada way social network hai. jis par hum apne friens and friend's friens ke sath apne aapko show kar sakte hai. yakeen maniye aap me kuch acha hoga to log aapko jarur like karenge.
Is post me hum bat karenge ayse ways ke bare me jinke bare me new blogger ko shayad hi jankari ho. i hope old blogger ke liye bhi ye tips helpful ho sakti hai. agar aap mujhse ek shabd me blog ki traffic drive karne ka jawab sunna chahe to mera jawab hoga "Social Networking" kyuki social media par ayse log bahut jada hote hai jo sirf facebook ,twitter, whatsapp tak hi simit hai.
or unhi par career banane ka sapna dekhte hai. in your case aapke blogging dusre topic par hone se social media se kitna traffic milega. ye aapki social network field par depend karta hai. to chaliye aage bat karte hai blog ki traffic badhane ke 50 best tarike ke bare me.
Blog ki traffic badhane me blog owner ka talent kitna important hai. mai aapko iske bare me upar pahle se bta chuka hu. ye no.1 way hai. agar aap isme 80% bhi success hai to aap ek din success blogger ban sakte hai.
Guest post ek acha ways hai blog ki traffic badhane ka, isse aapko backlinks milte hai sath hi logo se aapki pahchan badhegi. aap kisi success blogger ke blog par apni site ke bare me guest post kar sakte hai. ye ek bahut hi acha idea hai. jisse ek sath kei sidhiya chadne ka mouka milta hai.
aap kisi bhi topic par post karte ho isse fark nahi padta, "Blog ki traffic kaise badhaye" ye question new blogger sabse jada search karte hai. so aap apne blog par blog ki traffic badhane se sambandhit post share kare. in my case maine ek bar blog ki traffic se related ek choti si post ki thi use ek day me itne views mile jitne mere ghanto mehanat se likhi posts par bhi nahi milte.
Media blog ki traffic badhane me 40% help karta hai. blog ki har post me 1-2 images jarur add kare. search engine images ko post se bhi jada support karte hai. post me photos add karte waqt photo ka name or description jarur add kare. jisse search engine samajh sake ki image kis bare me hai.
Agar aap blog ki traffic badhane ke liye pay kar sakte hai to google adwords par apni site ka ads bana kar apni site ka promotion kara sakte hai. ye paid service hai but jaldi traffic badhane me help karta hai.
ayse topic par post karte rahe jo intewrnet par viral ho. jaise make money, blogging, paise kamane ka tarika internet par kafi viral topic hai. aap ayse topic par weekly post karte rahe. jisse search engine se aapko acha traffic mil sake.
apne se bade blogger ke sath blogging ke bare me bat kare. uski bato se aapko kafi kuch sikhne ko milega. or aap apne blog par kuch new kar sakoge. yakeen maniye aapse kam janne wala bhi aapko aysi trick bta sakta hai. jiske bare me aap soch bhi nahi sakte.
India me wese bhi sabse jada tyohar aate hai. aap inki help se bhi blog ki traffic badha sakte ho. festival time se pahle uske bare me post kare. us tyohar se judi kuch bate share kare. is time par us tyohar se related jankari internet par share ki jati hai. isse aapki post bhi logo ko search engine me mil sakti hai. or ayse logo ko aapki site ka pata chalega jo iske bare me janna chahate hai.
Lagbhag 40% blogger e ye galti hoti hai. wo blog ko email marketing se connect kar is bat par dhyan nahi dete ki unki new post ki jankari visitors tak ja rahi hai ya nahi. jisse hume 20% se jada traffic ghatne ka nkshan uthana padta hai. so aap check kar le ki aapki post ki notification aapki visitors tak pahuch rahi hai ya nahi.
Posting ki wrighting aysi honi chahiye jise dusri language me translate kar ke bhi aasani se pada ja sake. jaise aap hindi blogger hai to aapko sirf india se hi jada visitors milenge. but agar aapki post wrighting translate able hogi to aap other countries se bhi visitors pa sakte hai.
apne blog ki traffic badhane ke liye aap kisi local news paper par blog ka ads de kar help le sakte hai. agar aap high payment larne me able hai to aap foumus news paper par bhi apni site ka ads de sakte ho.
Ye trick mujhe aapko pahle hi bta deni chahiye thi. kyuki har koi fast loading site ko pasand karta hai. site ki speed slow hogi to koi bhi aapki site par aana pasand nahi karega. so blog me fast loading template hi use kare. blog ki better loading speed 10 second se kam honi chahiye.
I hope aapko ye post pasand aayi hogi. agar aapke pas bhi blog ki traffic badhane ki koi or tricks hai to comment me btaye ya mujhe Contact Forum me message send kare. agar aap bhi humari help karna chahe to is post ko share kare or humari new post ki jankari ke liye hume Facebook, Twitter, Google Plus, Youtube par follow kare.
Social networking websites allow individuals, businesses and other organizations to interact with one another and build relationships and communities online. When companies join these social channels, consumers can interact with them directly.[3] That interaction can be more personal to users than traditional methods of outbound marketing and advertising.[4] Social networking sites act as word of mouth or more precisely, e-word of mouth. The Internet's ability to reach billions across the globe has given online word of mouth a powerful voice and far reach. The ability to rapidly change buying patterns and product or service acquisition and activity to a growing number of consumers is defined as an influence network.[5] Social networking sites and blogs allow followers to "retweet" or "repost" comments made by others about a product being promoted, which occurs quite frequently on some social media sites.[6] By repeating the message, the user's connections are able to see the message, therefore reaching more people. Because the information about the product is being put out there and is getting repeated, more traffic is brought to the product/company.[4]
Above all, avoid constant selling messages. You want potential new clients to get to know you, then importantly trust you. So give them tips and useful information in posts to start building a relationship with them. Take this a step further and link to your blogs, which again, need to be packed with helpful hair and beauty advice.
This blog contains a lot of useful points that restaurant owners can take note of to improve their restaurant delivery services. The restaurants tied up with Eat Sure are a perfect example of outsourcing delivery services.
Hello Dosto, Mera naam Gulrez Siddiqui hai. Mujhe logo ki Help karna bahut achha lagta hai. ye website meine banayi hai yahan par mein logo ki hindi me help karta hu. is site par aapko internet, blogger, youtube, seo, adsense, tips and tricks se related puri jankari hindi me milegi.
Sir mai mods apk. Website banane ja rahe hai Kya o rank karega traffic aa sakta hai oosme ya fir affiliate marketing karna sahi hoga ya fir blogging kis chij par karoo samajh me nahi aa Raha sir mai 2 sal se Sikh Raha hoo freelancing business lekin mujhe samajh me nahi aa raha kis par karoo tech sir treding topic bataye please help me sir.
Sir mera new domain hindi blog likh kar aprove karaya fir webstories dalna suru kia US ke topic par 20 days acha chala earning v acha huwa fir sav 0 ho gaya av kiya me dobara US ko target kar sakta hu ya fir me India ko target karu hindi article me , agar Hindi me stories dalu to kiya dobara India me discover me ayega
abhi mere blog par 4 post hai. web story bhi 4 hai. whats app par share karke traffic hai .lekin organic traffic nahi hai and click nahi hai. kewal home page dekhkar log bina click kiye chale jate hain. kya karen
Hallo sir mera ek problem hai meri site blogger pr hai uspe monthly 200000 traffic aata hai aur mai use wordpress pe le jana chahta hu lekin agr mai maigret kar rha hu to Jo blogger pr rank hai post ager us pr koi user click kar rha hai to vo sidhe home page pe bhej rha hai kya karu samajh nhi aa rha hai please help kar dijiye sir kyo ki blogger pr cpc bahut hi km mil rha hai 0.01,2,3
Namaskar Saumya Help,Mere Kuch Sawal AaapseQ.1) Kya Ad inster aur adfoxly dono plugin ek saath use kar sakte hai?Q.2) Kya india me physical offline blogging academy hai? agar hai tou uska naam batayeQ.3) kya hindi blogging me $1 cpc mil saktee hai? aur konse keyword/ niche par?
SirThis is Bhaskar Kanjilal. I am following you and your all videos. Sir i have one finance blog website. I have AdSense approval and i ave a good traffic on web stories from USA. I post post web story every day with instant. Now suddenly last 3 days my traffic down to 2 to 3 visit. And my webpage has vilid amp.What should I do. 2b1af7f3a8